1) Kash tum chand or mein sitara hota , aasman par ek aashiyana hamara hota , log tumhe dur bahut dur se dekhte or tumhe chune ka haq sirf hamara hota..
2) Koi dost naya ya purana nahi hota, zindagi ka har pal suhana nahi hota, juda hona to kismat ki baat hai, par judai ka matlab bhulana nahi hota.
3) Duniya ka har shauk pala nahi jata,kaanch ke khilono ko uchala nahi jata,mehnat karne se mushqile ho jati hai aasan koyki har kaam taqdeero per tale nahi
jate.
4) Khyalon me wahi, sapno me wahi, lekin unki yaadon me hum the hi nahi, hum jaagte rahe duniya soti rahi, ek baarish hi thi, jo humare saath roti rahi....
5) Ek phool b aksaR Baag saja deta hai.
Ek hi sitara sansar chamka deta hai,
jahan duniya bhar k Rishte b kaam nahi aate,
wahi Ek Dost Zindagi bana deta hai.
6) Unhe bhoolne ki koshish ki maine, dil ne kaha yaad karte rehna, wo hamare dard ki fariyad sune na sune, apna to farz hai unhe pyaar karte rehna.....
7) Itni asani se kaise bhul jata hai koi, Rah rah kar kyu yad ata hai koi, Umer bhar yaad karte rahenge hum, Dekhte hai kab tak hame bhulata hai koi.
8) Mohabbat Ki Daasta Sunaane Aaye Hai, Tabaah Karne Ke Baad Wo Pyar Jataane Aaye Hai,
Aansu Poch Liye The Hamne Kab Ke, Magar Wo Fir Se Hame Rulane aye hai. . .
9) Har Raat Chand ka Shingar nahi milta,
Har Bagh ko phul ka DulaR nahi milta,
Hamne b Duniya dekhi hai,
Har Insan ko "Aap" jaisa dost nahi milta.
10) Abi jab humne apni ankhe band ki, to aap hume sabse khush nazar aaye,agar ye tarika hai apko khush dekhne ka,to khuda kare ye ankhe sada k liye band ho
jaye..
The INTERNET now has a personality. YOURS! See your Yahoo! Homepage.
No comments:
Post a Comment